ROOH KA RISHTA LYRICS - GHOST |LYRICS
ROOH KA RISHTA LYRICS - GHOST |LYRICS STORE
Song – Rooh Ka Rishta
Movie – Ghost
Singers – Arko
Musicians – Sonal Pradhan
Lyricists – Sonal Pradhan
Zee music company
Ankahi hain jo baatein
Kehni hain tumse hi
Kyun yeh nazrein meri
Thehri hain tumpe hi
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Bechainiyan ab badhne lagi hain
Sabra raha na besabri hai
Aanch thodi saanson ko dede
Mushkil mein yeh jaan meri hai
Behta hoon tujhmein main bhi
Na chhupa khud se hi
Mehkoon khushbu se jiski
Ban woh kastoori
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse hi
Jab se mila hoon tujhse
Bas na raha hai khud pe
Bolti aakhon ne jaadu kar diya
Bakhsh de mujhe khudara
Maine jab use pukara
Ho gayi khata tera naam le liya
Sath ho jo umra bhar
Woh khushi ban meri
Har kami manzoor hai
Bin tere jeena nahi
Rooh ka rishta yeh jud gaya
Jahan tu muda main bhi mud gaya
Rasta bhi tu hai, manzil bhi tu hi
Haan teri hi zarurat hai mujhe
Yeh kaise samjhaun main tujhe
Mangta hoon tujhe yaar tujhse
Rooh ka RISHTA song lyrics yahin khatam hota hai agar kahin Lyrics galta hua hai to game send karana
Also read

Comments
Post a Comment